To be a poet is a condition, not a profession!
Enjoy your reading!
Ha ranjish hai tujhse,Â
Intezar jo kiya tera un sadko pe,Â
Jaha tere aane ka tawqa tha,Â
Or umeed thi…
Ha Shikayat hai tujhse aey mere khuda,
Kar diya mujhe mere rab se juda,
Shayad wo shikwa tujhe maloom nahi
Meri aankhon ka un raho ko taknaÂ
Jaha silsila chalta tha tere mere pyar kaÂ
Thodi nadan thi,
Asal me bana diya tha tere pyar ne nadan mujhe
Tadapti hai rooh aaj bhi
Wese shikayat tujhse bhi nahi khudaÂ
Taqdeer banane wala bhi to tu tha,
Mujhe maaf kar,Â
Shikayat khud se haiÂ
Ye ranjishe or shikwa bhi khud se haiÂ
Chali thi jo talash me bhatakti rooh ko shant karne…
Source: Poetry_Panne04
Pingback: Pleasure Of Love By Draped With Ink | Blog Post | Poetry Blog
Pingback: Poetry Blog Dream Song For My Love by Jerry Verma | Blog Post